aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

Top 20 Zindagi Shayari

Top 20 series.

  • Aadmi/Insaan Shayari
  • Ada Shayari
  • Akhbaar Shayari
  • Angdaai Shayari
  • Barish Shayari
  • Chaand Shayari
  • couplets of nushoor wahidi
  • couplets on dua
  • couplets on eyes
  • couplets on love
  • couplets on mirror
  • couplets on seperation
  • couplets on tasweer
  • couplets on tears
  • Dard Shayari
  • Deedar Shayari
  • Dhoka Shayari
  • Dil Shayari
  • Dost/Dosti Shayari
  • Duniya Shayari
  • Farewell Shayari
  • Heartbreak Shayari
  • Husn Shayari
  • Intizaar Shayari
  • Khamoshi Shayari
  • Kiss Shayari
  • Kitab Shayari
  • Lab Shayari
  • Maut Shayari
  • most quoted couplets
  • motivational couplets
  • Mulaqat Shayari
  • Muskurahat Shayari
  • Phool Shayari
  • Sad Shayari
  • Safar Shayari
  • Sharab Shayari
  • Tanhai Shayari
  • Top couplets on New Year
  • Train Shayari
  • Visaal Shayari
  • Wafa Shayari
  • Waqt Shayari
  • Welcome Shayari
  • Yaad Shayari
  • Zindagi Shayari
  • Zulf Shayari

ujāle apnī yādoñ ke hamāre saath rahne do

na jaane kis galī meñ zindagī kī shaam ho jaa.e

ujale apni yaadon ke hamare sath rahne do

na jaane kis gali mein zindagi ki sham ho jae

  • Filmi Shayari
  • Rekhta's Top 10

jo guzārī na jā sakī ham se

ham ne vo zindagī guzārī hai

jo guzari na ja saki hum se

hum ne wo zindagi guzari hai

bahut pahle se un qadmoñ kī aahaT jaan lete haiñ

tujhe ai zindagī ham duur se pahchān lete haiñ

bahut pahle se un qadmon ki aahaT jaan lete hain

tujhe ai zindagi hum dur se pahchan lete hain

  • Famous shayari
  • Jagjit Singh

zindagī tū ne mujhe qabr se kam dī hai zamīñ

paañv phailā.ūñ to dīvār meñ sar lagtā hai

zindagi tu ne mujhe qabr se kam di hai zamin

panw phailaun to diwar mein sar lagta hai

zindagī zinda-dilī kā hai naam

murda-dil ḳhaak jiyā karte haiñ

zindagi zinda-dili ka hai nam

murda-dil KHak jiya karte hain

  • Zarb-ul-masal

maut kā bhī ilaaj ho shāyad

zindagī kā koī ilaaj nahīñ

for death a cure there well may be

but for this life no remedy

maut ka bhi ilaj ho shayad

zindagi ka koi ilaj nahin

zindagī shāyad isī kā naam hai

dūriyāñ majbūriyāñ tanhā.iyāñ

zindagi shayad isi ka nam hai

duriyan majburiyan tanhaiyan

  • Tag: Zindagi

tañg aa chuke haiñ kashmakash-e-zindagī se ham

Thukrā na deñ jahāñ ko kahīñ be-dilī se ham

tang aa chuke hain kashmakash-e-zindagi se hum

Thukra na den jahan ko kahin be-dili se hum

yuuñ to marne ke liye zahr sabhī piite haiñ

zindagī tere liye zahr piyā hai maiñ ne

yun to marne ke liye zahr sabhi pite hain

zindagi tere liye zahr piya hai main ne

zindagī kyā hai anāsir meñ zuhūr-e-tartīb

maut kyā hai inhīñ ajzā kā pareshāñ honā

zindagi kya hai anasir mein zuhur-e-tartib

maut kya hai inhin ajza ka pareshan hona

chalā jaatā huuñ hañstā kheltā mauj-e-havādis se

agar āsāniyāñ hoñ zindagī dushvār ho jaa.e

I go laughing playing with waves of adversity

If life were to be easy, unbearable it would be

chala jata hun hansta khelta mauj-e-hawadis se

agar aasaniyan hon zindagi dushwar ho jae

  • Tag: Motivational

har nafas umr-e-guzishta kī hai mayyat 'fānī'

zindagī naam hai mar mar ke jiye jaane kā

har nafas umr-e-guzishta ki hai mayyat 'fani'

zindagi nam hai mar mar ke jiye jaane ka

maiñ sochtā huuñ bahut zindagī ke baare meñ

ye zindagī bhī mujhe soch kar na rah jaa.e

main sochta hun bahut zindagi ke bare mein

ye zindagi bhi mujhe soch kar na rah jae

maiñ mai-kade kī raah se ho kar nikal gayā

varna safar hayāt kā kaafī tavīl thā

main mai-kade ki rah se ho kar nikal gaya

warna safar hayat ka kafi tawil tha

zindagī ik āñsuoñ kā jaam thā

pī ga.e kuchh aur kuchh chhalkā ga.e

life was a cup of teardrops unallayed

some were drunk and some were idly sprayed

zindagi ek aansuon ka jam tha

pi gae kuchh aur kuchh chhalka gae

muḳhtasar ye hai hamārī dāstān-e-zindagī

ik sukūn-e-dil kī ḳhātir umr bhar taḌpā kiye

muKHtasar ye hai hamari dastan-e-zindagi

ek sukun-e-dil ki KHatir umr bhar taDpa kiye

ik muamma hai samajhne kā na samjhāne kā

zindagī kaahe ko hai ḳhvāb hai dīvāne kā

ek muamma hai samajhne ka na samjhane ka

zindagi kahe ko hai KHwab hai diwane ka

ab bhī ik umr pe jiine kā na andāz aayā

zindagī chhoḌ de pīchhā mirā maiñ baaz aayā

ab bhi ek umr pe jine ka na andaz aaya

zindagi chhoD de pichha mera main baz aaya

join rekhta family!

Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

Best poetry resource in urdu

Rekhta Foundation

Devoted to the preservation & promotion of Urdu

Rekhta Dictionary

A Trilingual Treasure of Urdu Words

Online Treasure of Sufi and Sant Poetry

World of Hindi language and literature

The best way to learn Urdu online

Rekhta Books

Best of Urdu & Hindi Books

school ki zindagi essay in urdu

URDU BIOGRAPHY

Biography of Famous Personalities of Pakistan

  • National Heroes
  • Pak – History
  • Poet and Writers
  • Politicians
  • Social Workers

school ki zindagi essay in urdu

Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah

Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah was Born in 25 December 1876 on The founder of Pakistan Quaid-e-Azam. His father name was Jinnah Poonja. His early education from Sindh Madaressat-ul-Islam. He was the famous lawyer of his time. He founded a new country knows as Pakistan on ideology of teaching of Islam. Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah died on 11 September 1948. His tomb is in the Karachi. This is Patiot place for all the Pakistan. In this page you will read Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah biography in Urdu and Roman Urdu.

Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah In Urdu

school ki zindagi essay in urdu

Pakistan kay bani Baba-e-Qaum aur Quaid-e-Azam pakistan ki tareekh kay wahid ghair motanaza quaid jin ki wal wala anghaiz qayadat nay Bare Saghir ki siasat ka dhara badal diya aur tareekh mein pehli bar nazariya ki bunyad par aik naie riyasat ko janam diya, 25 December 1876 mein Karachi kay aik Muslim Rajput gharane mein paida huye. Quaid-e-Muhammad Ali Jinnah kay walid garami ka naam Jinnah Poonja tha aur woh aik mumtaz tajir thay. App kay ajdad Gujrat kathiwar say hijrat kar kay Karachi aye tha.

Quaid-e-Azam ki taleem ki ibteda1882 Karachi kay School say hoi. Jahan app nay Gujrati ki 4 class tak taleem hasil ki. Iss kay bad app Sindh Madressatul Islam Karachi mein dakhil huye lakin yehan chand mah hi guzarne kay bad app Bombay (Mojoda Mumbai) chalay gaye jaha Anjuman Islam High School mein dakhil huye magar yehan bhi app zaida arsa na rahay aur Karachi wapas a kar phir say Madressatul Islam mein dakhil huwe yaha primary ki taleem mukamal karnay kay baad app church Mission School Karachi dhakil huye. January 1893 mein app Englistan gaye. Quaid Azam jab yehan aye to walid kay karobar ko taraqi dene ki garz say thay lakin zati dilchapi nay app ko Law ki taleem ki taraf ragib hone par amada kiya aur app yeaha kay mashor taleemi adarae link zane mein dakhil huwe aur 1896 mein barrister ki degree hasil karnay mein kamiyab rahay.

Iss asna mein Karachi mein app kay walid ka karobar tabahi ka shikar tha. Quaid-e-Azam kay walid nay doran-e-taleem hi app say wapas ane kay liye kah diya tha lakin app nay in ko tasali di aur yaqeen dilaya kay taleem mukammal karnay kay baad app in kay sare bojh uthalan gay. App nay apna ye wada such kar dekhaya. 1897 mein Muhammad Ali Jinnah nay Bombay (Mojoda Mumbai) say ba hasiyat barrister wakalat ka aghaz kiya aur jald hi app ka shumar mulk kay saf-e-awal kay wakla mein honay laga. 1900 mein Mumbai High Court mein app ka taqrrar ba hasiyat advocate huya. 1905 mein Congrees mein shamoliat akhtayar ki. 1909 mein Bombay Precedence kay Muslim halka intekhab say app bila muqabla supreme counsel kay rukun muntakhib huye aur 1910 mein qanon saz konsil kay rukun banay.

1912 mein Kolcata mein Muslim League kay salana iglas mein sirkat. 1913 mein Muslim Leauge mein sirkat akhtayar karli. Quaid-e-Azam nay sub say pehlay wakeel (Advocate) kay tour par shurat hasil ki practice kay agaz mein jab har wakeel dalelon ka sahara leta hai. Muhammad Ali Jinnah nay iss say ijtenab kiya. Sarkari muqadmaat kay liye sarkari afsaron ki khushamad say bhi app nay inkar kardiya residency magistrate muqarar kiye gaye to app nay police ki najaiz hamayat say inkar kardiya aur apnay uhday say mustafi ho kar practice shuro kar di. justice hazrat iss noukhaiz barrister ki qadar kartay. Inn ko na dabaya ja sakta tha aur na khareda ja sakta tha precise kay liye in kay apnay usool thay 500 rupees yomia fees late thay. Aik muqil nay puray muqadma kay liye 5000 rupe fees tay karna chahi lakin app nay apne usool ko tark karnay say inkar kardiya. Moukil ki tawaqat o khadsaat kay bar akas app nay sirf 3 tareekhon mein muqadma jeet liya aur iss say sirf 1500 rupees fees liye. Aik dusray moukil nay inhein undaze kay mutabiq 10 hazar rupe ada kar dia tha lakin app nay apna haq 3500 ropay wasool kar kay baqi 6500 rupees wapas lota diye. Gareeb logon kay muqadmat app bila mavza bhi lartay thay bal kay bazz mustehaq logon ki darkhuwast par court fees aur degar akhrajat bhi apnay jaib say ada kartay thay.

Muhammad Ali Jinnah nay jab Siasat mein dilchaspi ka agaaz app kay qiyam Englistan say hi ho chuka tha. Hindustan wapsi kay bad mulki halat nay app ki dilchaspi ko barhaya aur app nay sirgarmi say siasat mein hissa lena shuro kardiya. Agaz app nay Muttahida Hindustan kay azeem rehnuma Gokhale ki ham raqabi mein kia aur Al India konress mein samil hogaye. Ye woh dour tha jab ao yaqeen rakhtay thay kay Hindoun aur Musalmano ko mil kar Hindustan ki azadi kay liye jado jehad karni chahiye aur isi souch kay tehat app nay dono aqwam mein paye jane wali ghalat fehmiyon ko door karnay aur in mein itehad hum ahindagi ko frog dene ki koshish ki app ki koshison ki badolat app ko “Hindu Muslim itehad ka safeer” ka khatab mila. 1913 mein app nay Muslim League mein bhi shamoliyat akhtayar karli aur mulki siasat mein hissa letay rahay. App ki pehli shadi Englistan janay say pehlay 1892 mein hoye thi lakin app kay qiyame Eglistan kay doran hi inn ka intiqal hogaya. Quaid Azam Muhammad Ali Jinnah ki dosri shadi 1918 Bombay ki aik mashor parsi shakhsiyat Sir Dinesha Patriot ki beti Rutan bai Patriot say hoi jo nikah say qabal halka bagosh Islam ho chuki thi. App ka Islami nam Marium rakha gaya. App kay batan say 15 August 1919 ko aik beti paida hoi jis ka nam Dina Jinnah rakha gaya Marium Begum ka inteqal 1929 mein huwa.

Quaid-e-Azam ki siasi, samaji zindagi kay nasheb-o-faraz ki dastan bohot taweel hai. Jinna in chand safat ziyadti mein simatna hogi mein bohot zada behtar samjhta ho kay app ki siasi zindagi ka ahtat karnay kay bajaye mukhtasir alfaz mein is ki roh ko app ko app kay samne bayan kardo. Quaid-e-azam tareekh ki aik mumtaz shaksiyat hain jin say dost dushman sabhi mutasir huwe. Talib ilm ki hasiyat say woh in gine chune talib ilm mein say thay jo mamoli tour par zeheen hone kays sath sath farz shanas aur mehnati bhi hote hain. Siasi tour par is had tak ba shaour thay kay jab app kay Qayam-e-Englistan kay doran lord Salsibri nay “kaloon” kay khelaf zehar ugla to app nay Dadabhai Noroje kay intekhab mein shab o roz kam kiya. Muhammad Ali Jinnah nay qanon ki taleem kay liye Enlistan mein iss liye dakhla liya kay is kay bahir duniya kay maroof qanon Hindustan mein Hazrat Muhammad ka nam bhi darj tha app nay mahsoos kiya kay yeaha ki fiza u dusre adarao ki nasbat behtar hogi woh kisi mazhabi gharanay mein paida nahi huwe the lakin Islam kay asalo ko khalos dil say mante thay in ki akolti beti nay jab ghair Muslim say shadi karli to app nay umar bhar is say mulaqat na k.

Siasatdan ki hasiyat say Quaid-e-Azam ka kirdar be dag hai woh apni raye kay mutabiq iqdamat kartay huwe iss ki kitni bhi mukhalfat kiun na ho woh Congress kay rukan the aur Muslim itehad kay kawaha thay. Chunacha app nay misaq Luckhnow kay zariye dono ko mutahad kar kay chora lakin jab Hindo ki asal zehniyat app par muntashaf hogai to app Hindo kay daow mein phir kabhi nahi aye. App angrezo say haqoq hasil karnay aur gair mulki samraj say nijat pane mein hamesha sanjeda rahay. Muhammad Ali Jinnah ka Congress kay is wafad mein shamil thay. Jis kay mutalbat par 1919 ki islahat nafiz ki gai Rolette Act kay khilaf ahtejaj kartay huwe markazi counselor say istefa app ki jurat o khulus ka ayena dar hain. Quaid-e-Azam ghair dastori tareeqa kar ko pasand karte thay. App nay satiya garahi siasat ki hamesha mukhalfat ki. App nay tehreek khilafat kay haq mein zurdar bayan diya lakin soul na farmani mein shirkat say inkear kardiya aur iss maslah par congress say istefa day diya baye huma khud inhone nay is waqt tak qanon saz counsal ki ruknaiyat qabool nahi ki jab tak congress nay bay cout ki polivey turk nahi ki is qanon pasandi kay ba wajod jab inhein nay muslim qoum kay haquq kay tahafuz kay liye riyasat aqdamat say graiz na kiya gandhi jee apni ayadat nay siyasat say achot leder Dr. Ubaid kar ko dhoka dene mein kamiyab hogaye lakin Quaid -e-Azam par guf-o-shandahi kay liye war karnay kay bawajud is mein kamiyab na ho sake.

Siasat mein Quaid-e-Azam “fair play” kay qayil thay woh siasat ko shatar anj say tashba dete the lakin woh is khel ko chand asolo kay tehat hi khelte the inhone nazuk tareen surat hall mein bhi votes ki khared o furukht nay mana kardiya inhone subai ledaro ko wuzrat ki khatir batne say mana kiya aur qoum kay asal mufadat kay tahafuz par zor diya batour qoumi ledeer app ka kamal ye hai kay app nay aise sathiuo ki miyatain mein hasul pakistan ki jang jiti jin kay bare mein in ki raye kuch zada buland na thi aur jinhone Quaid ki wafat kay bad apne kirdar ki kahmiuo ka bharpur muzahera kiya. Quaid-e-Azam kay baray mein in kay dost dushamn is bat par mutafiq hain kay inhe khareda nahi ja sakta tha. surojee night nay in ko aisa leder qarar day diya tha. Jasay na baddiyanat kaha jasake na khareda ja sake iss ki wazahat kay liye sirf ye waqaya kafi hai kay Goal Maize Confranance kay bad remaiz maikedland Wazeer-e-Azam Britannia jis ki khusnudi hasil karnay kay liye congress leader is ka tawaf kartay thay app say kaha hum bohot jald Hindustan ko khud mukhtar karna chahtay hain. aur mujhe chand aise hidnsutan ki talsh hai jo subai governor banaye ja sake is par app nay foran jawab diya kay app mujhe rishwat dena chahtay hain mahatma ghandi nay bhi ateraf kiya tha kay woh serat-o- kirdar ki in bulandiuon par hai kay koi lalach koi khouf aur koi tana inhe apni rah say hata nahi sakta.

Angraiz quaideen ki bhi app kay bare mein bohot alla raye thi. 1919 ki Islahat say qabal jab app nay wazeer-e-Amour Hindu lard Mount ge say mulaqat ki aur Congress ki taraf say islahat ka mutalba peish kiya to is bat par bohot afsos ka izhar kiya kay aisa qabil admi apne mulk ka intezam chalane say mehroom rakhe gaye hai. Charchal nay app ko behtreen siasatdan aur zehan-o- fateen leader qarar diya. Quaid-e-Azam kay buland kirdar ki gawahi in tamam logon nay bhi di hai jin kay khilaf lar kar unhein apna maqsad hasil karna para. Mir jinnah apne irado aur apni raye mein be had sakht hai un kay rawiye mein koi loch nahi pai jati woh muslim qoum kay mukhlis rehnuma hi nahi bal kay suche wakeel bhi hain. Raj Gopal Acharya jis nay 1944 ki gufto o shaned mein app ko chakar dene kay tamam hurbey istemal kiye the lakin na kam raha tha, app kay bare mein likha hai “Quaid-e-Azam buland paya shaksiyat kay hamil isnan hai. Unki mulk mein zabardast maqboliyat haseel hai. Un ki andhi pairvi ki ja rahi hai aur ye hi suchi hamdardi bhi hai” Nehro nay bhi ateraf kiya kay “Quaid-e-Azam ki ala serat o kirdar woh mousar harba thi jis kay zariye unhone nay apni zindagi bhar kay muarkay sar kiye.”

Abul Kalam Azad nay mana kay woh har maslah thanday dil say jaiza latay thay. Aur ye hi un ki kamiyabi ka sub say bara raz tha. Allama Mashriqi nay likha kay woh “Aik jarri aur bay bak sipahi tha. Mukhalfaon say takrane mein koi bak mehsos nahi karta tha.”App ki wafat par Jorge Marshal Americi wazeer-e-kharja nay apne paigham mein app ko munfarid rehnuma qarar diya, Americi Sadar nay likha kay app mein “Lagan aur dhun aisi pai jati thi kay kam hi insano ko apne maqsad kay liye hasil hoti hai.” Sir Agha khan Soum jinhonay nifs sadi say zaida Bar e Saghir kay mamlat mein qaum ki rehnumai ki aur azadi ki puri tehrek aik wase ul zarf aur farakh dil rehnuma ki hasiyat say dekhi aur yurop aur America kay bohot say rehnumao ko bhi bohot qareeb say dekha, Muhammad Ali Jinnah kay bare mein likhtay hain mein nay apni zindagi mein jatnay insan say mila hon woh in sub say azeem tareen thay. “Dr.Ashiq Hussian Batalvi nay likha hai woh itni buland shaksiyat thay. Jatnay Imam bin Tamia RH thay. Iss liye kay Ibmay Tamia nay musalmano ko Tatariyon say bachaya. Jab kay Quaid-e-Azam nay Musalmanon ko hindoyon ki chehra dastiuo say mehfoz kiya.” Maroof sahafi Bero Lay Nakolas nay 1945 mein unhein Asia ka azeem tareen insan qarar diya tha. Maroof Congress rehnuma aur pandit nehro ki hameshira waje lakshami pandit nay thek kaha tha kay agar Muslim league kay pass aik100 Gandhi aur 200 Abul Kalam Azad hotay aur congress kay pass sirf aik Muhammad Ali Jinnah hotay to Hindustan kabhi taqseem na hota.

Death of Quaid-e-Azam

Qayam-e-Pakistan kay bad app Pakistan kay pehle Governor General bane lakin bad qismat say app ka saya arsa saro par qaim na reh saka. 11 September 1948 ko app ka inteqal hogaya aur umat mulema iss azeem hasti say mehrom hogai meri nigha mein app ki shakhsiyat par sub say jama o pur moayne tabsara app kay sanah nigar satelne walpourt nay kiya is nay kaha bohot kum log asia hotay hain jo tareekh mein dhara badal datay hain aur aisay log to aur bhi kum hotay hain jo duniya ka naksha badal kar rakhdetay hain aur aisa to koi koi hota hai jo aik naie mumlikat qaim karday Muhammad Ali Jinnah aik aisi shakhsiyat hain Jinhon nay aik waqt teno karname kar dekhaye.

Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah Lamha ba Lamha

1876 25, December ko Karachi mein paida hoye.

1882 un ki ibtadaye taleem ka aghaz.

1892 sola 16 sal ki umar mein Matriculation aur Barrister ki taleem kay lia Englistan gaye, London ki mashoor qanoni darsga Linkan in mein dakhla, Mrs. Dada Bhai Noroje kay election ka hangama aur iss mein Mrs. Jinnnah ki amli sargarmiyaan. 21 sal ki umar mein Barristeri ka imtehan pass kar kay Karachi wapsi.

1897 kuch arsa Karachi aur phir Bombay mein practice ka aghaz.

1900 Precedence Magistrate Bombay.

1905 Mrs. Dada Bhai Noroje “Congress, Ijlas Kolkata” kay private secratory ki hasiyat say Congress mein sirkat.

1909 Supreme council kay lia bila mokabla intakhab.

1910 Ijlas Congress ( Allahabad) mein shirkat.

1913 Muslim League mein shirkat.

1913 India Council ki hayat tarkibi per sakht nuqta cheeni.

1914 Congress ki wafad mein shirkat aur London larangi.

1915 mein Congress League kay ittehad kay lia masaye.

1916 All India Muslim League kay Iglas Lukhnow mein shirkat, Misaq-e-lukhnow.

1917 Home Roll League kay sadar ki hasiyat kay Bombay mein hangama parwar taqree.

1918 Congress mein har dil aziz Sir Dinesha Patriot ki sahabzadi Mrs.Rutan Bai Patriot ko musharraf ba Islam kar kay nikah.

1919 Rowlatt Acts kay khalaf batore ahtajaj Imperial Council say istafa.

1920 Congress say alehdgi.

1921 Bombay mein taqrir, Mr.Gandhi ki siyasi hiqmat amali say sakth ikhtalaf.

1926 Hindo Muslim itehad kay lia aik naya formula pesh kiya. Congress ka inkar.

1927 Kolkata mein Muslim League ka iglas ki Sadarat, Zabardast jado jehad ka aaghaz.

1928 Congress say sakht ikhtalaf.

December 1928 All Party Confrence mein Nehro Report ki sakht mukhalfat.

March 1929 markazi Assembly mein Motilal Nehro say report par jharap Roshan Thator Dehli mein Muslim Leage ka iglas, 14 nukat ka alaan.

1930 mein pehli Goal Maize Conference ke lia London rawangi.

1930 say 1934 Hindustan ki siasat say aarzi kinara kashi.

1935 Jinnah, Rajandra Prasad formula baraye tasfia huqoq aqliat.

1941: National defense council mein shirkat se inkar aur viceroy ko jawab.

1942: Craps ki tajawiz par izhar e mayosi. (ijlas) Muslim league Allahabad.

1943: Qatilana hamla.

1944 Apirl: Mr. Raj Gopal Acharya taqseem e hind ka aik formula Quaid e Azam ko bhejte hain.

September: Gandhi Ji se tawil gufto shanid.

1945: Shimla conference.

1946: Markazi aur sobai intekhabat ke leye jid o jehad. Muslim league ki zabardsat kamyabi.

April 1946 : Kabina wafad ka dora e hind aur iss se muzakrat.

May 1946: Kabina wafd ki tajawiz ki manzori.

August 1946 : “Rast iqdam” Muslim league ka naya fasla.

December 1946: Quaid e Azam Muhammad Ali Jinnah ka Sarf e London.

1947 January: kabina tajawiz.

April 1947: Lord Mountbatten ki jado jehad aur Muslim league ka rad e amal.

June 1947: Taqseem e hind ki scheme ka elan.

June 1947 : All India radio nai Delhi se pheli aur akhiri taqrir.

7 August 1947 : Bahesiyat e awal Governor General Mumlikat e Pakistan, safar barae Karachi .

11 August 1947 : Pakistan mein majlis e dastor saz mein khutba e Sadarat.

13 August 1947 : Lord Mountbatten ke ezaz mein Governor General house karachi mein ziyafat. Quaid e Azam ki taqrir.

14 August 1947: Qayam e Pakistan ka elan.

14 August 1947 : Majlis e dastor saz Pakistan ke iftetah par taqrir.

18 August 1947: Qaum ke naam Eid ka paigham.

25 August 1947 : Karachi corporation ke sheri sipah naame ka jawab.

26 September 1947 : Karachi mein Walika Carkhana parch bani ka iftetah.

11 October 1947 : Civil, Behri aur foji afsaron (Officers) se khidmat e watan ke leye appeal.

24 October 1947: Eid ul Azah ka paigham.

30 October 1947: Punjab university ke medan mein kai lakh admiyon ke majme se khitab aur fasadat se mutasir musalmaon ko sabr o zabt ki talqeen.

27 November 1947 : Kul Pakistan talimi conference ke iftetah par pegham.

22 December 1947 : Pakistan boys scouts ki tanzeem o tashkil par quomke nonehalon ko pur josh pegham e amal.

25 December 1947 : Quaid e Azam ki akhiri salgirah.

1948: 21 January Burma ke safir ki taraf se asnad e sifarat pesh karne ki rasam.

23 January 1948 : Behri idara dilawar ki rasme iftetah, foji afsaron se belos khidmat karne ki appeal.

14 February 1948 : Sibi darbar ka iftetah.

24 February 1948 : Oil Mills Karachi ka iftetah. Mulk ko sanati taraqi ki taraf gamzan hone ki talqeen.

1 March 1948 : Dhaka mein 3 lakh admiyon ke majme se khitab.

26 March 1948 : Chatgam mein shehri istaqbal.

1st June 1948 : Pakistan ke phele Olympic games (khelon ) ki rasme iftetah aur pegham.

14 June 1948: Staff College Quetta Pakistan ke afsaron( Officers) se khitab.

1st July 1948 : Bank Dolat Pakistan ki rasme iftetah.

2nd July 1948 : Cinema Karachi mein “hamare darmiyan” naami dastawezi dekhne ke liye tashrif aawari.

4 July 1948 : Ziyarat (Balochistan) ke liye bagharz e dabdeli e aab o hawa rawangi.

14 August, 1948 : Pakistan ke phele jashan e istaqlala ke muqe par quom ke naam Ziyarat se pegham.

17 August, 1948 : Eid ka paigham .

11 September, 1948: Bahalat e elalat karachi wapsi (6 baje sham).

11 September, 1948: Innalilahi Wa Inna Ilaihe Rajioon (Shab 10 baj kar 25 Minutes par).

12 September 1948: Quaid e Azam Muhammad Ali Jinnah Ki Tadfeen.

URDU BIOGRAPHY. All Rights Reserved

Theme by TheClassicTemplate

school ki zindagi essay in urdu

Urdu Learners - Hub Of Knowledge in Urdu

  • _وضاحتی مضامین
  • _مختصر مضامین

Waqt Ki Ahmiyat Essay in Urdu | وقت کی اہمیت پر مضمون

آج ہم اُردو میں وقت کی اہمیت پر مضمون فراہم کرنے جا رہے ہیں۔ یہ مضمون ان طلباء کی مدد کر سکتا ہے جو وقت کی اہمیت کے بارے میں معلومات تلاش کر رہے ہیں۔ یہ مضمون یاد رکھنے میں بھی آسان ہے۔ اس مضمون کو آسان اور سادہ الفاظ میں لکھا گیا ہے لہذا کوئی بھی طالب علم اس موضوع پر لکھ سکتا ہے۔

Waqt Ki Ahmiyat Essay in Urdu

وقت کی اہمیت پر مضمون

وقت ہماری زندگی کا ایک اہم حصہ ہے۔ یہ بغیر رکے آگے بڑھتا رہتا ہے اور کسی کی پروا نہیں کرتا۔ وقت کے ساتھ چلتے رہنا ہماری اپنی ذمہ داری ہے۔ اگر ہم وقت کے ساتھ نہیں چلیں گے تو ہم پیچھے رہ جائیں گے کیونکہ وقت کسی کا انتظار نہیں کرتا۔ اس لیے ہمیں وقت کا صحیح استعمال کرنا چاہیے۔ جو وقت آج ہمارے پاس ہے وہ چند دنوں یا سالوں بعد واپس نہیں آئے گا۔ اس لیے کہا جاتا ہے کہ  ”آج کا کام کل پرمت چھوڑو۔ “

وقت کی اہمیت

یہ دنیا کی سب سے قیمتی چیز ہے۔ وقت کی قدر کرنے سے ہمیں اور معاشرے کو ایک بہتر کل کی طرف بڑھنے میں مدد ملتی ہے۔ اس کے علاوہ، ہمیں اپنے بچوں کو بھی وقت کی اہمیت اور قدر سکھانی چاہیے کیونکہ وقت کا ضیاع ہمارے اور ہمارے آس پاس کے لوگوں کے لیے ایک بڑے مسئلہ کا باعث بن سکتا ہے۔

وقت کیوں اہم ہے؟

وقت ہماری زندگی میں انتہائی اہم ہے۔ یہ ہماری روزمرہ کی سرگرمیوں کو منظم اور تشکیل دینے میں ہماری مدد کرتا ہے۔ وقت کو گزرنے سے کوئی نہیں روک سکتا۔ یہ ہماری زندگی میں ایک اہم کردار ادا کرتا ہے۔ وقت گزرنے کے ساتھ ساتھ ہم تجربہ اور مہارت حاصل کرتے ہیں۔ وقت مختلف حالات میں دوا (Medicine) کا کام بھی کرتا ہے، پھر چاہے وہ حالات ہمارے جسمانی زخم ہوں یا ہماری کسی پریشانی کی صورت میں ہوں۔

اس کے علاوہ، اگر ہمیں ایک کامیاب انسان بننا ہے اور ایک بہتر زندگی گزارنی ہے تو ہمیں وقت کی اہمیت کو سمجھنا ہوگا۔ اپنے مقاصد کو حاصل کرنے کے لئے وقت کے ساتھ چلنا ضروری ہے۔ اگر ہم وقت کی اہمیت کو نہیں سمجھے گے تو ہمیں زندگی میں برے نتائج اور بہت سے مسائل کا سامنا کرنا پڑ سکتا ہے۔ اس لیے ہمیں وقت کی اہمیت اور قدر کو سمجھنا چاہیے اور اپنی زندگی میں وقت کی پابندی کرنی چاہیے۔

نتیجہ (Conclusion)

آخر میں، ہم کہہ سکتے ہیں کہ وقت الله کا سب سے بڑا تحفہ ہے۔ اس کے علاوہ، ایک کہاوت ہے کہ  ”اگر آپ وقت کو ضائع کرتے ہیں، تو وقت آپ کو ضائع کر دیتا ہے۔“  وقت کتنا اہم اور قیمتی ہے اس کا اندازہ اس ایک کہاوت سے لگایا جا سکتا ہے۔

وقت کی اہمیت پر دس جملے

1) دنیا میں وقت بہت قیمتی چیز ہے۔

2) یہ ایک کہاوت ہے کہ  ”آپ پیسے سے ہر چیز خریدتے ہیں، لیکن آپ وقت نہیں خرید سکتے۔ “

3) جو پیسہ ہم خرچ کرتے وہ واپس کمایا جا سکتا ہے، لیکن جو وقت ہم نے ضائع کیا، وہ کبھی واپس نہیں آ سکتا۔

4) جو شخص وقت کی اہمیت کو سمجھتا ہے وہ کبھی مشکل حالات میں نہیں گھبراتا۔

5) وقت کے بہاؤ کو روکنے کی طاقت کسی چیز میں نہیں ہے۔ لہذا ہمیں اس کی اہمیت کو سمجھنا چائیے۔

6) وقت کے ضیاع کا مطلب ہے کہ ہم اپنی زندگی کو پریشانیوں کی طرف لے جا رہے ہیں۔

7) اگر ہم تاریخ کے اہم واقعات کو دیکھے تو ہمیں یہ معلوم ہوتا ہے کہ ماضی میں تمام کامیاب افراد نے وقت کا بہترین استعمال کیا۔

8) ہمیں کبھی بھی وقت ضائع نہیں کرنا چاہیے بلکہ اس سے زیادہ سے زیادہ فائدہ اٹھانے کی کوشش کرنی چاہیے۔

9) وقت کی اہمیت کو اگر صحیح وقت پر سمجھ لیا جائے تو ہمارا آنے والا وقت کافی اچھا ہوتا ہے۔

10) وقت بہت قیمتی ہے اور اس کا تقاضا ہے کہ ہر شخص اس کی اہمیت کو جانے اور اسے سمجھداری سے استعمال کرے۔

مزید پڑھیے:

اسکول میں میرا پہلا دن مضمون

 ٹیلی ویژن پر مضمون

ریڈیو پر مضمون

ایک تبصرہ شائع کریں

Urdu grammar online

Complete urdu grammar for 5th,6th,7th,8th,9th,10th,11th,12th classes and urdu readers.

  • urdu grammar
  • مضامین mazameen
  • آپ کے سوالات FAQ
  • alfaz mutazad 2
  • urdu muhawray

Saturday 10 August 2019

Dehati aur shehri zindagi men faraq essay.

school ki zindagi essay in urdu

11 comments:

thankyou for this wonderful and educational information

Very informative and pricisily defined.��

Very informative😇 And relevant i REALLY like it makes my today home task easy than i think

Wow very nice you do I Indian

Well,.im inity class finding the best essay for the paper which is going to held tomorrow n found this very useful

Good Thanyou so much🌹

That's so good for information but I don't understand because is from Korea ☺️

Cmon don’t lie… how on earth did u even get this essay if ur from Korea n secondly lalisa monoban is Thai not Korean……….whyd u even by mistake get this essay ….. ;)

Nice this essay is help me for paper 🙂

So easy thanks

Give comments here.

Write My Essay Service Helps You Succeed!

Being a legit essay service requires giving customers a personalized approach and quality assistance. We take pride in our flexible pricing system which allows you to get a personalized piece for cheap and in time for your deadlines. Moreover, we adhere to your specific requirements and craft your work from scratch. No plagiarized content ever exits our professional writing service as we care. about our reputation. Want to receive good grades hassle-free and still have free time? Just shoot us a "help me with essay" request and we'll get straight to work.

The writers of PenMyPaper establish the importance of reflective writing by explaining its pros and cons precisely to the readers. They tend to ‘do my essay’ by adding value to both you (enhancing your knowledge) and your paper.

1555 Lakeside Drive, Oakland

Extra spacious rarely available courtyard facing unit at the Lakeside…

school ki zindagi essay in urdu

Still not convinced? Check out the best features of our service:

Essay writing help has this amazing ability to save a student’s evening. For example, instead of sitting at home or in a college library the whole evening through, you can buy an essay instead, which takes less than one minute, and save an evening or more. A top grade for homework will come as a pleasant bonus! Here’s what you have to do to have a new 100% custom essay written for you by an expert.

To get the online essay writing service, you have to first provide us with the details regarding your research paper. So visit the order form and tell us a paper type, academic level, subject, topic, number and names of sources, as well as the deadline. Also, don’t forget to select additional services designed to improve your online customer experience with our essay platform.

Once all the form fields are filled, submit the order form that will redirect you to a secure checkout page. See if all the order details were entered correctly and make a payment. Just as payment is through, your mission is complete. The rest is on us!

Enjoy your time, while an online essay writer will be doing your homework. When the deadline comes, you’ll get a notification that your order is complete. Log in to your Customer Area on our site and download the file with your essay. Simply enter your name on the title page on any text editor and you’re good to hand it in. If you need revisions, activate a free 14-30-day revision period. We’ll revise the work and do our best to meet your requirements this time.

PenMyPaper: a student-friendly essay writing website

We, at PenMyPaper, are resolute in delivering you professional assistance to write any kind of academic work. Be it marketing, business, or healthcare sector, we can prepare every kind of draft efficiently, meeting all the points of the question brief. Also, we believe in 'research before drafting'. Any work without ample research and evidence will be a flawed one and thus we aim to make your drafts flawless with exclusive data and statistics. With us, you can simply relax while we do the hard work for you.

Customer Reviews

is a “rare breed” among custom essay writing services today

All the papers delivers are completely original as we check every single work for plagiarism via advanced plagiarism detection software. As a double check of the paper originality, you are free to order a full plagiarism PDF report while placing the order or afterwards by contacting our Customer Support Team.

Being tempted by low prices and promises of quick paper delivery, you may choose another paper writing service. The truth is that more often than not their words are hollow. While the main purpose of such doubtful companies is to cash in on credulity of their clients, the prime objective of is clients’ satisfaction. We do fulfill our guarantees, and if a customer believes that initial requirements were not met or there is plagiarism found and proved in paper, they can request revision or refund. However, a refund request is acceptable only within 14 days of the initial deadline.

Our paper writing service is the best choice for those who cannot handle writing assignments themselves for some reason. At , you can order custom written essays, book reviews, film reports, research papers, term papers, business plans, PHD dissertations and so forth. No matter what academic level or timeframe requested is – we will produce an excellent work for you!

Customers usually want to be informed about how the writer is progressing with their paper and we fully understand that – he who pays the piper calls the tune. Therefore, with you have a possibility to get in touch with your writer any time you have some concerns or want to give additional instructions. Our customer support staff is there for you 24/7 to answer all your questions and deal with any problems if necessary.

Of course, the best proof of the premium quality of our services is clients’ testimonials. Just take a few minutes to look through the customer feedback and you will see that what we offer is not taking a gamble.

is a company you can trust. Share the burden of academic writing with us. Your future will be in safe hands! Buy essays, buy term papers or buy research papers and economize your time, your energy and, of course, your money!

How to Get the Best Essay Writing Service

We value every paper writer working for us, therefore we ask our clients to put funds on their balance as proof of having payment capability. Would be a pity for our writers not to get fair pay. We also want to reassure our clients of receiving a quality paper, thus the funds are released from your balance only when you're 100% satisfied.

Urdu Notes

Dehati Zindagi Essay In Urdu

Back to: Urdu Essays List 3

گاؤں کی زندگی پر ایک مضمون

شہر کی بدبودار نالیوں اور طرح طرح کی گندگی سے پیدا ہونے والی بیماریوں سے دور قدرتی فضاؤں کا ایک حسین نظارہ ہوتا ہے جسے گاؤں کی زندگی کہا جاتا ہے۔

ہندوستان اور پاکستان کی آدھی سے زیادہ آبادی گاؤں میں رہتی ہے۔ گاؤں کے لوگوں کی زندگی آسان اور سادہ ہوتی ہے۔ گاؤں کی ہواؤں میں تازگی ہوتی ہے جس کو محسوس کر کے بہت سکون ملتا ہے۔ گاؤں میں ہر طرف ہریالی نظر آتی ہے۔

گاؤں میں رہنے والے لوگ زیادہ تر کھیتی کا کام کرتے ہیں۔ کھیتوں میں کام کرنے والوں کو کسان کہتے ہیں۔ کسان لوگ دن بھر کھیتوں میں بڑی محنت و مشقت سے کام کرتے ہیں اور رات کو چین کی نیند سوتے ہیں۔

گاؤں کے لوگ بہت ہی سیدھی سادھی زندگی بسر کرتے ہیں۔ سستے کپڑے پہنتے ہیں اور جو بھی ملتا ہے روکھا سوکھا اللہ کا شکر کرکے کھالیتے ہیں۔ گاؤں کا نظارہ بڑا ہی خوبصورت ہوتا ہے۔ سارا منظر دل کو چھو جاتا ہے۔ چاروں طرف ہرے بھرے لہراتے ہوئے کھیتوں کے ساتھ ساتھ رنگین پھولوں کی خوشبو دل کو خوش کر دیتی ہے۔

جب فصلیں پک جاتی ہیں تو کھیت پیلے رنگ کے نظر آنے لگتے ہیں۔ ایسا منظر دیکھنے کو ملتا ہے جیسے زمین پر سونا رکھا ہو۔ ہر طرف کھلا آسمان دکھائی دیتا ہے اور گاؤں کی صبح و شام کا منظر مایوس انسان کا بھی دل خوش کر دیتا ہے۔ ایسے خوبصورت نظارہ اور تازگی بھری ہواؤں کی وجہ سے گاؤں کے لوگوں کی زندگی بڑی ہی خوش حال رہتی ہے۔

گاؤں کے لوگ کھیتی کے علاوہ مرغی اور گائے، بھینس، بکری پالنے کا بھی کام کرتے ہیں اور گاؤں کی عورتیں بھی کچھ نہ کچھ کام کرتی رہتی ہیں۔ گائے ،بھینس اور بکری سے کسانوں کو کافی فائدہ ہوتا ہے اور اس کا دودھ بیچ کر اپنے بیوی بچوں کا پیٹ پالتے ہیں۔ گاؤں کے لوگ بڑی محنت کرتے ہیں اور بہت ہی ایماندار ہوتے ہیں۔ اس کے علاوہ گاؤں کے لوگ دوسروں کی مدد کرنے کے لئے ہر وقت تیار رہتے ہیں۔

لگاتار کام کرتے رہنا ہی ان کی زندگی کی کہانی ہے۔ لیکن وہ اپنی زندگی سے کبھی نہیں بھاگتے اور ہر حال میں خدا کا شکر ادا کرتے ہیں۔گاؤں کے لوگ بہت زیادہ محنت کرتے ہیں لیکن اس کے باوجود وہ ترقی نہیں کر پاتے۔ گاؤں کے رہنے والے لوگ زیادہ پڑھ لکھ بھی نہیں پاتے۔ صدیوں سے چلے آرہے رسم و رواج کی وجہ سے نہ وہ علم حاصل کر پاتے ہیں اور نہ ہی اپنے بچوں کو علم حاصل کرا پاتے ہیں۔ ان کے پاس علم کی کمی ہونے کی ہی وجہ سے وہ ہمیشہ سے غریبی اور مفلسی جھیلتے ہیں۔ گاؤں کے لوگوں کے پاس علم نہ ہونے کی وجہ سے وہ کھیتوں کے نئے طریقوں سے انجان رہتے ہیں۔

لیکن آج کل گاؤں گاؤں میں بھی اسکول کالج بنوائے جارہے ہیں۔ جس کی وجہ سے بچہ بچہ علم یافتہ ہوتا جا رہا ہے اور آج کا کسان نئے نئے بیجوں کے ساتھ ساتھ مشینوں کو استعمال کرنا بھی سیکھ گیا ہے۔ اس کے علاوہ آج کی سرکار گاؤں کے لوگوں کا بہت زیادہ خیال رکھ رہی ہے اور گاؤں کو سہولیت دے رہی ہے۔ ہر جگہ حمام بنوائے جا رہے ہیں۔ آج کی سرکار صرف گاؤں میں حمام ہی نہیں بنوا رہی ہے بلکہ گاؤں کے لوگوں کو گیس کا چولہا اور رہنے کے لئے گھر بھی دے رہی ہے۔ سڑکیں بنوا رہی ہے اور ایسے بہت سے کام کروا رہی ہے جس سے گاؤں کی آدھی سے زیادہ زندگی خوشگوار ہوگئی ہے۔ اور اگر اللہ نے چاہا تو آگے بھی گاؤں کے لوگوں کی زندگی ایسے ہی خوشگوار ہوتی رہے گی۔

school ki zindagi essay in urdu

IMAGES

  1. Urdu Zubaan- Zaroorat o Ahmiyat

    school ki zindagi essay in urdu

  2. Dehati or shehri zindagi essay in urdu |Village vs city life essay

    school ki zindagi essay in urdu

  3. Essay writing Meri Zindagi ka Maqsad

    school ki zindagi essay in urdu

  4. Ustaad ki Ahmiyat Essay in Urdu Mazmoon for Class 8

    school ki zindagi essay in urdu

  5. Analytical Essay: Mera school mazmoon urdu mein

    school ki zindagi essay in urdu

  6. Ustad ka ehteram |urdu mazmoon |urdu essay part 1

    school ki zindagi essay in urdu

VIDEO

  1. My school essay in urdu

  2. Write an Urdu Essay Waqt ki pabandi mazmoon in urdu class 7 and 8

  3. Essay Mazmoon on village life in Urdu

  4. shehri zindgi k fawaid

  5. Essay Writing Topic Problems of City Life in Urdu

  6. Importance of independence essay in urdu

COMMENTS

  1. Mera School Essay In Urdu

    میرا اسکول پر ایک مضمون | Mera School Essay In Urdu. میں نیشنل پبلک ہائی سکول دہلی کا طالب علم ہوں۔. ہر شخص کو اپنا گھر، اپنا محلہ، اپنا شہر اور اپنا دیش پیارا ہوتا ہے۔. اسی طرح ہر طالب علم کو اپنا سکول ...

  2. Essay on My School in Urdu

    1. آج ہم اُردو میں میرے اسکول پر مضمون فراہم کرنے جا رہے ہیں۔. یہ مضمون یاد رکھنے میں بھی آسان ہے۔. اس مضمون کو آسان اور سادہ الفاظ میں لکھا گیا ہے لہذا کوئی بھی طالب علم اس موضوع پر لکھ سکتا ہے ...

  3. Urdu Essays List

    ماں پر مضمون. 0. Urdu Essays List 3- Here is the list of 100 topics of urdu mazameen in urdu, اردو مضامین, اردو ادبی مضامین, اسلامی مقالات اردو, urdu essay app, essays in urdu on different topics , free online urdu essays, siyasi mazameen, mazmoon nawesi, urdu mazmoon nigari.

  4. Taleem Ki Ahmiyat Essay in Urdu

    تعلیم کی اہمیت کو واضح کرنے کے لئے، نیلسن منڈیلا نے کہا تھا کہ: تعلیم سب سے طاقتور ہتھیار ہے جسے آپ دنیا کو بدلنے کے لیے استعمال کر سکتے ہیں۔. تعلیم کی اہمیت پر دس جملے. 1) ہماری زندگی میں تعلیم ...

  5. Zindagi Shayari(Top 20 Sher)

    Top 20 Zindagi Shayari. ujāle apnī yādoñ ke hamāre saath rahne do. na jaane kis galī meñ zindagī kī shaam ho jaa.e. jo guzārī na jā sakī ham se. ham ne vo zindagī guzārī hai. bahut pahle se un qadmoñ kī aahaT jaan lete haiñ. tujhe ai zindagī ham duur se pahchān lete haiñ. zindagī tū ne mujhe qabr se kam dī hai zamīñ.

  6. school ki zindagi essay in urdu / essay writing in urdu / essay school

    school ki zindagi essay in urduessay on my school in urduessay on my school in urdu for class 5essay on my school in urdu for class 6essay on my school in ur...

  7. Write an essay on college Life || Essay writing Urdu |Urdu Essay

    In this video you will learn how to write a essay on college life , pleasure of college life, difference between college and school essay ,how college life i...

  8. school ki zindagi essay in urdu stylish writing

    school ki zindagi essay in urdu stylish writing

  9. Yadgar Safar یادگار سفر

    Read Yadgar Safar (Article No. 1488) and other interesting Urdu Stories, Urdu Kids Articles and Urdu Mazamin. Children Moral stories and Stories with lessons for kids. Read Yadgar Safar (Article No. 1488) and other interesting Urdu Stories, Urdu Kids Articles and Urdu Mazamin. ... Aqal Walon Ki Batein. انوکھا چور۔۔ تحریر ...

  10. Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah

    Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah In Urdu. Pakistan kay bani Baba-e-Qaum aur Quaid-e-Azam pakistan ki tareekh kay wahid ghair motanaza quaid jin ki wal wala anghaiz qayadat nay Bare Saghir ki siasat ka dhara badal diya aur tareekh mein pehli bar nazariya ki bunyad par aik naie riyasat ko janam diya, 25 December 1876 mein Karachi kay aik Muslim Rajput gharane mein paida huye.

  11. 10 lines on shehri zindagi

    10 lines on shehri zindagi | shehri zindagi essay in urdu | shehri zindagi par mazmoon in urduDear Parents and Teachers,If you like the video don't forget to...

  12. Waqt Ki Ahmiyat Essay in Urdu

    وقت کتنا اہم اور قیمتی ہے اس کا اندازہ اس ایک کہاوت سے لگایا جا سکتا ہے۔. وقت کی اہمیت پر دس جملے. 1) دنیا میں وقت بہت قیمتی چیز ہے۔. 2) یہ ایک کہاوت ہے کہ "آپ پیسے سے ہر چیز خریدتے ہیں، لیکن آپ وقت ...

  13. Urdu grammar online: dehati aur shehri zindagi men faraq essay

    dehati aur shehri zindagi men faraq essay. Difference between urban and rural life urdu essay. daihati aur shehri zindagi men faraq urdu mazmoon. دیہاتی اور شہری زندگی میں فرق. جس طرح تصویر کے دو رخ ہوتے ہیں، ایک روشن اور دوسرا تاریک ، اسی طرح دیہاتی اور ...

  14. Kisan Ki Zindagi Essay In Urdu

    Level: College, High School, University, Master's, PHD, Undergraduate. ID 21067. User ID: 407841. 464 . Customer Reviews. Hire a Writer. 10 Customer reviews. User ID: 108261 ... Kisan Ki Zindagi Essay In Urdu, Essay On My First Day Of School In Hindi, Appic Essay Topics, Does Homework Improve Academic Achievement A Synthesis Of Research ...

  15. mera yadgar safar/mera yadgar safar essay in urdu/Aik ...

    how to write essay mera yadgar safar.mera yadgar safar essay in urdu for class 3. mera yadgar safar essay in urdu for class 4. mera yadgar safar essay in urd...

  16. Kisan Ki Zindagi Essay In Urdu

    Total Price. 00. REVIEWS HIRE. Posted on 12 Juli 2022 by harriz 481. Dr.Jeffrey (PhD) #4 in Global Rating. Hire a Writer. Kisan Ki Zindagi Essay In Urdu, I Don't Do My Homework Because, Special Guest Graduation Speech, Popular Annotated Bibliography Editing Service Us, Fourth Grade Homework Printable, I Can Change The World Essay, Simple ...

  17. Waqt Ki Pabandi Essay In Urdu

    Leave a Comment. 'وقت کی پابندی' پر مضمون-Waqt Ki Pabandi Essay In Urdu-In this article we are going to discuss about importance of Time in the life of human being/ waqt ki pabandi kyu zaroori hai, waqt ki pabandi essay in urdu for class 12, waqt ki ahmiyat mazmoon in urdu, waqt ki pabandi par mukalma in urdu.

  18. Essay On "Dehati Aur Shehri Zindagi" "دیہاتی اور شہری زندگی"In Urdu

    Best Essay for FSc & Matric in URDU with Poetry and Quotes.Please SUBSCRIBE ️ the Channel here 👉🏻 https://rebrand.ly/ExamKiDunyaAlso Like 👍🏻 and Share t...

  19. Kisan Ki Zindagi Essay In Urdu

    At the end of the school year, students have no energy left to complete difficult homework assignments. In addition, inspiration is also lacking, so there are only a few options: ... Kisan Ki Zindagi Essay In Urdu, Order Best Homework, Format Of A Formal Job Application Letter, Purchasing Clerk Assistant Resume, Custom Dissertation Hypothesis ...

  20. Dehati Zindagi Essay In Urdu

    تغیر کے موضوع پر ایک مضمون. Dehati Zindagi Essay In Urdu- In This article we are going to read essay on dehati zindagi in urdu language, Dehati Zindagi Essay In Urdu | گاؤں کی زندگی , urdu mazmoon dehati aur shehri zindagi ka farq, dehati zindagi ke fawaid in urdu, dehati zindagi essay in urdu language, dehati ...